Naqsh-e-Faryadi Hai Kis Ki Shoohkiye-e-Tehreer Ka

Advertisements
In our last post I have shared Khumar Parsayi Ka Tha which is written by me. And from today I will post Ghazals of Ghalib from Diwan e Ghalib Shayari on daily basis. So, here is the first ever ghazal "Naqsh-e-Faryadi Hai Kis Ki Shoohkiye-e-Tehreer Ka" of diwan e ghalib in hindi & Urdu.

Diwan e Ghalib Urdu Shayari
Pic Credits: Ramina Ashfaque @ muzent.com


Naqsh-e-Faryadi Deewan-e-Ghalib Urdu Poetry:


نقش فریادی ہے کس کی شوخی تحریر کا 
کاغذی ہے پیرہن ہر پیکر تصویر کا
کاو کاو سخت جانہاے تنہایی، نہ پوچھ
صبح کرنا شام کا، لانا ہے جوے شیر کا
جذبہ بے اختیار شوق دیکھا چاہیے
سینہ شمشیر سے بھر ہے دم شمشیر کا
آگہی، دام شنیدن جس قدر چاہے بچھاے
مدعا عنقا ہے اپنے عالم تقریر کا
بس کہ ہوں غالب! اسیری میں بھی آتش زیر پا
موے آتش دیدہ ہے حلقہ میری زنجیر کا

Read Ghalib Shyari in Hindi & Roman English:

Naqsh-e-Faryadi Hai Kis Ki Shoohkiye-e- Tehreer Ka
Kaghzi Hai Perahan Her Paikar-e-Tasveer Ka
Kawo, Kawo, Sakht Janehaye Tanhayi, Na Puch
Subah Karna Shaam Ka, Lana Hai Hai Jooye Sheer Ka
Jazba Be-Ikhtyar-e-Shauq Dekha Chahiye
Seena-e-Shamsheer Say Bahir Hai Dam Shamsheer Ka
Aghi, Daam Shaneedan Jis Qadar Bichaye
Mud'ua Anqa Hai Apne Aalam-e-Taqreer Ka
Bas Kay Hoon Ghalib! Aseeri Mein Bhi Aatish Zair Paa
Mooye Atish Deeda Hai Halka Meri Zanjeer Ka

So, in this article I shared the first ghazal of Mirza Ghalib from his most famous book Deewan e Ghalib and I hope you will like this poem of Ghalib. Stay tuned with us for more urdu and hindi shayari of Ghalib.

Post a Comment

0 Comments